Sunday, July 16, 2006

Aap-Part2

Aap 2
Koi hai
Kaash Aap ho.
Kuch hai
Kaash aapkaa Sandesh ho.
Dastak hai
Kaash Aaapke Kadamo ki ho.
Haawaa main khusbu hai
Kaash aapke aaane ki ho
Kyo ho rahaa hai ye
kaash Aaapko patha ho.
Main Ghar jaa rahaa hoon
Kaash ki aap wahaa ho.

No comments: